Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith:
Peshab ya pakhana rokkar namaz nahi parhni chahiye…
Hazrat
Abu Hurairah Radi Alllahu Anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah SallAlllahu Alaihi wasallam ne farmaya jo shaksh ALLAH
aur Qayamat ke deen par yakeen rakhta ho usey liye jayaz nahi ki wo Peshaab
pakhana ro kar ke namaz parhey yahan tak
ki wo insey faraghat hasil kar le
Sunan Abu Dawud, Vol1, 91
Sunan Abu Dawud, Vol1, 91
---------------------------------------------------------------------
Mafhum-e-Hadith: Don’t pray while you are feeling the call of nature ( toilet) until he becomes light….
Narrated
AbuHurayrah Radi Alllahu Anhu :The
Prophet peace_be_upon_him said: It is not permissible for a man who
believes in ALLAH and in the Last Day that he should say the prayer while he is
feeling the call of nature until he becomes light (by relieving himself).
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 91
Sunan Abu Dawud, Book 1, Number 91