Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith: kaunsa amal sabse afzal
hai farmaya Allah aur uskey Rasool par Imaan lana
Hazrat Abu Hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam se pucha gaya ki kaunsa amal sabse afzal hai farmaya Allah aur uskey Rasool par Imaan lana, kaha gaya uskey baad kaunsa ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Allah ki raah mein Jihad karna kaha gaya phir
kya hai ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne
farmaya Hajj Mabroor
Sahih Bukhari, Vol1, 26
Sahih Bukhari, Vol1, 26
--------------------------------
Narrated Abu Huraira
Radi Allahu Anhu :Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam was asked,
"What is the best deed?" He Sallallahu Alaihi Wasallam replied,
"To believe in Allah and His Apostle (Muhammad). The questioner then
asked, "What is the next He replied,
"To participate in Jihad in Allah's Cause." The questioner again
asked, "What is the next ?" He replied, "To perform Hajj 'MubrurSahih Bukhari Volume 1, Book 2, Number 26: