Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Hadith>> Aisey shaksh ke liye jannat ke 8 darwazey
khol diye jayengey
Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo
shaksh achchi tarah wudhu karey aur phir kahey ki
Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu
Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu
(Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur
Muhammad (Sallallahualaihi wasallam)Allah ke bandey aur Rasool hain)
Aisey shaksh ke liye jannat ke 8 darwazey khol diye janyegey
aur wo shaksh jannat ke jis darwazey se chahey dakhil ho jaye
Sunan nasaii, Vol1, 150 . ( Sahih)
Sunan nasaii, Vol1, 150 . ( Sahih)
---------------------------------------------
It was narrated that
'Umar bin Al-Khattab may ALLAH be pleased with him said: "The Messenger of
Allah peace be upon him said: whoever performs Wudhu well, then says: Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna
muhammadan abduhu wa rasuluhu (I bear witness that there is no God except
Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah
Then eight gates of Paradise will be opened for him, and he may enter through whichever one
he wishes
Sunan nasaii, Vol1, 148 ( Sahih)
Sunan nasaii, Vol1, 148 ( Sahih)