Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: Farishton ki Aameen ke saath Aaameen
Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallahu Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Imam Ghair-il-maghdubi 'alaihim wala-ddal-lin; kahey to tum bhi aameen kaho kyunki jiski aameen farishto ki aameen ke saath mil gayee uskey tamam gunaah maaf kar diye jayengey.
Sahih Bukhari, Vol 1, 782
------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : Allah's Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, "Say Amen' when the Imam says "Ghair-il-maghdubi 'alaihim wala-ddal-lin; all the past sins of the person whose saying (of Amin) coincides with that of the angels, will be forgiven.
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 12, No. 749