BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM
<< Asar Ki Namaz ki Ahmiyat >>
Sari namazon ki Hifzat kiya karo aur (
khas karke ) darmiyani Namaz (Asr) ki
aur Allah ke liye Adab se khadey raha karo
AL Quran Surah Baqara , Aayah 238
AL Quran Surah Baqara , Aayah 238
Abdullah bin Umar Radi-Allahu-Anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jiski Namaz e
Asar chali gayee (yani Qaza ho gayee) wo aisa hai jaisey uska Ghar aur maal sab
lut gaya
Sahih Bukhari, Vol 1, # 556
---------------------------------------------
Guard strictly (five obligatory)
As-Salawat (the prayers) especially the
middle Salat (Asr) . And stand before Allah with obedience.
Al Quran, Surah Baqara , verse 238
Narrated Ibn Umar Radi-Allahu-Anhuma Allah's Apostle
Sallallhu-Alaihi-Wasallam said, Whoever misses the Asr prayer (intentionally) then it is as if he lost
his family and propertyAl Quran, Surah Baqara , verse 238
Sahih Bukhari, Vol 1, Book 10, Number 527: