Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
Mafhum-e-Hadith
> Bachchey ki surat ka walid ya walida
ki surat se milna
Anas
Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki
Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam
ne farmaya
Mard ki mani
gaadi aur safed hoti hai aurat ki mani zard aur patli hoti hai jo koi ek dusrey se
sabqat le jaye (yani jiski mani pahely
nikal jaye) to bachcha usi ki shakal ka paida hota hai
Sunan Nasaii, Vol 1, 202 (Sahih)
Sunan Nasaii, Vol 1, 202
Aisha
Radi-Allahu-Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya
Jab Aurat ka
nutfa mard ke nutfey par ghalib ho to bachcha apne nanihal ki mushabeh hota hai
Aur jab mard
ka nutfa aurat ke nutfey par ghalib ho to bachcha dadihaal par parhta hai
Sahih
Muslim, Vol1, 715
----------------------------------------------------------------------
Narrated
by Anas may ALLAH be pleased with
him The Messenger of Allah Peace be upon
him said: The man’s water is thick and white, and the
women’s water is thin and yellow. Whichever of them comes first, the child will
resemble (that father or mother).
(Sahih)
Sunan Nasaii, Vol 1,
200
It is reported
on the authority of 'A'isha that Messenger of Allah (may peace be upon him)
said when the genes contributed by woman
prevail upon those of man, the child resembles the maternal family, and when
the genes of man prevail upon those of woman the child resembles the paternal
family.
Sahih Muslim, Book #003, Hadith #0613
Sahih Muslim, Book #003, Hadith #0613