BISMILLAH-HIRRAHMAN-NIRRAHIM
<< Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko ghusal karna lazim hai ? - HAAN>>
Umm salma Radi-Allahu-Anha
se rivayat hai ki ek aurat ne arz kiya Ya Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam Allah subhanahu haq baat kahney
se sharam aur haya mahsus nahi karta.Kya aurat ko Ehatlaam ho jaye to usko
ghusal karna lazim hai ?
Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya HAAN jis waqt
aurat (napaak)paani (sharmgaah par) dekhey
ye baat sunkar umm salma ko hansee aa gayee aur farmaney lagi kya aurat ko bhi ehatlaam hota hai ?
Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-wasallam ne farmaya agar nahi hota to (bachchey ki)shakal
aur surat kis tarah se (waldein ki) mushabah hoti
Sunan Nasaii, Vol 1, 199 (Sahih)
------------------------------------------------------
Narrated Authority of
Umm Salamah may ALLAH be pleased with her that a women said: "Oh
messenger of Allah may ALLAH be pleased with him , Allah is not shy to tell the
truth. Does a woman have to perform Ghusl if she has a wet dream?" He
Peace be upon him said: "Yes, if
she sees water." Umm Salamah
laughed and said: "Do women really have wet dreams?" The
Messenger of Allah may ALLAH be pleased with him said how else would her child resemble
her?"
Sunan Nasaii, Vol 1, 197 (Sahih)