Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Apne mehmaan ki ezzat karni chahiye
Abu Shuraih Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo shaksh ALLAH aur aakhirat ke din par yakeen rakhta ho use apne mehmaan ki ezzat karni chahiye , uski khatirdari bas ek din aur raat ki hai , aur mehmani 3 din aur raaton ki hai, iske baad jo ho wo sadqa hai aur mehmaan ke liye jayaz nahi ki wo apne mezbaan ke paas itne din thahar jaye ki use pareshaan kar de.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6135

Narrated Abu Shuraih Al-Ka'bi Radhi Allahu Anhu: ALLAH's
Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, Whoever believes in ALLAH and the Last
Day, should serve his guest generously. The guest's reward is: To provide him
with a superior type of food for a night and a day and a guest is to be
entertained with food for three days, and whatever is offered beyond that, is
regarded as something given in charity. And it is not lawful for a guest to
stay with his host for such a long period so as to put him in a critical
position.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 156
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 156