Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Insaan usi ke saath hoga jis se wo mohabbat karta
hai
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Ek Bedouin Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass aaya
aur kaha ki Qayamat kab aayegi to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Afsos ! tumne us Qayamat ke liye kya tayyyari ki hai, usne kaha maine uske liye
to koi tayyari nahi ki hai lekin main ALLAH aur uske Rasool se mohabbat rakhta
hun, to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir tum Qayamat ke din unke saath
rahoge jin se mohabbat karte ho
Sahih Bukhari, Vol 7, 6167
Sahih Bukhari, Vol 7, 6167
Abdullah bin masood Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya insaan uske saath rahega jis se wo
Mohabbat karta hai.
Sahih Bukhari, Vol7 ,6168
Sahih Bukhari, Vol7 ,6168
---------------------------------------------
Hadith: Everyone will be with those whom he loves.
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : A bedouin came to the
Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said, "O ALLAH's Apostle! When will
The Hour be established?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said,
"Wailaka (Woe to you), What have you prepared for it?" The bedouin
said, "I have not prepared anything for it, except twala nahihat I love ALLAH
and His Apostle." The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "You
will be with those whom you love."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 188
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 188
Narrated 'Abdullah Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "Everyone will be with those whom he loves."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 189
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 189