Search This Blog

Category

Autoblog

Monday, December 1, 2014

Mafhum-e-Hadith:Tum mein se har ek ke saath uska RAB Akeley mein baat karega

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith:Tum mein se har ek ke saath uska RAB Akele mein baat karega 
Adi bin hatim Radi Allahu anhu se rivayat hai ki
  ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam   ne farmaya   tum mein se har ek ke saath uska RAB is tarah Kalam karega  ki uskey aur RAB ke darmiyan koi tarjuman nahi hoga wo apni dahini taraf  dekhega magar kuch nahi payega siwa un cheezo ke jo usney aagey bheji hongi, phir wo apni bahini taraf dekhega magar kuch nahi payega siwa un cheezo ke jo usney aagey bheji hongi , phir wo apney samney dekhega to Aag uskey samney aayegai jo tum mein se jo istita’at ( taqat) rakhta ho ki aag se bach jaye chahey khajur ke ek tukdey se  ( yani usko  khairat dekar ) to wo aisa karey 

Sunan Ibn Majah, Volume 1, #185-Sahih

 ------------------------------------------------------

Hadith: Lord will speak to him without any intermediary between them..

Narrated  Adi bin Hatim may ALLAH be pleased with him “The Messenger of ALLAH Peace be upon him  said: 'There is no one among you but his Lord will speak to him without any intermediary between them. He will look to his right and will not see anything but that which he sent forth. He will look to his left and will not see anything but that which he sent forth. Then he will look in front of him and will be faced with the Fire. So whoever among you can protect himself from the Fire, even by half a date, let him do so.'” (Sahih)

Sunan Ibn Majah, Book  1, #185-Sahih



Total Pageviews