Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Gunaaho ko khullam khulla (openly) karne walo ko maaf
nahi kiya jayega
Abu Hurairah Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya meri tamam ummat ko maaf kiya jayega siwa gunaaho ko khullam khulla
(openly) karne walo ke aur ismein ye bhi
shamil hai ki Ek shaksh raat ko koi (gunaah ka) kaam kare
aur iske bawjud ALLAH subhananhu ne usko chupa diya hai magar subah uth kar wo kahne lage ki Eh Falah maine kal raat ko ye ye bura kaam kiya tha , Raat guzar gayee thi aur uske Rab ne uska gunaah chupaye rakha lekin jab subah huyee to wo khud ALLAH ke parde ko kholne laga.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6069
----------------------------------------------
Narrated
Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : I heard ALLAH's Apostle saying. "All the
sins of my followers will be forgiven except those of the Mujahirin (those who
commit a sin openly or disclose their sins to the people). An example of such
disclosure is that a person commits a sin at night and though ALLAH screens it
from the public, then he comes in the morning, and says, 'O so-and-so, I did
such-and-such (evil) deed yesterday,' though he spent his night screened by his
Lord (none knowing about his sin) and in the morning he removes ALLAH's screen
from himself."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 95:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 73, No. 95: