Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Khana khilao aur salam karo
Abdullah bin Amr Radhi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Ek shaksh ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se pucha
islam mein kaunsi halat (ya baat) afzal hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya khana khilao aur salam karo use jise tum pahchante ho use bhi
aur jise tum nahi pahchante ho use bhi.
Sahih Bukhari, vol 7, 6236
Sahih Bukhari, vol 7, 6236
-----------------------------------------------
Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radhi
Allahu Anhu : A man asked the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam , "What
Islamic traits are the best?" The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said,
"Feed the people, and greet those whom you know and those whom you do not
know."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 74, No. 253