Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Maine apni
Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhi huyee hai
Anas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya
har nabee ne kuch cheezein maangi, ya farmaya ki har Nabee ko ek (khas) dua di gayee yani jo bhi unhone dua maangi wo Qubul ki gayee lekin maine apni Dua Qayamat ke din apni ummat ki shfa’at ke liye mehfooz rakhi huyee hai.
Sahih Bukhari, vol 7, 6305

--------------------------------------------------------------
Narrated Anas Radhi Allahu Anhu : that the Prophet Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "For every prophet there is an invocation that
surely will be responded by ALLAH," (or said), "For every prophet
there was an(special) invocation with which he appealed to ALLAH, and his
invocation was accepted (in his lifetime), but I kept my (this special)
invocation to intercede for my followers on the Day of Resurrection." Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 317