Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-hadith- Imam galti kare to bhi muqatadiyo ko
uski namaz ka sawab mil jayega
Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Imam logo ko namaz
padhate hai, isliye Ager Imam ne sahi
Namaz padhai to us ka sawab (imam ko
bhi) aur tumhe bhi milega aur ager galti ki to bhi ( Tumhari Namaz ka) sawab tum ko milega aur galti ka wabal un
par (Imam par ) rahega
Sahih Bukhari, Vol.1, 694
------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi allahu anhu Allah's
Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "If the Imam leads the prayer
correctly then (he and) you will receive the rewards but if hemakes a mistake (in the prayer) then you will receive
the reward for the
prayer and the sin will be his."
Sahih Bukhar : Vol. 1, Book 11, Hadith 663