Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Marhum ki taraf se khairat
Umma Aayesha radi allahu anha se rivayat hai ki ek
shakhsh ne Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam se pucha ki Meri Maa ka achanak inteqal ho
gaya aur mera khayal hai ki agar unhein baat karne ka moka milta to wo kuch na
kuch khairat karti ,agar main unki taraf se kuch khairat karu to kya unhein
iska sawab milega ? Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya , Haan milega
Sahih Bukhari , Vol 2, 1388
--------------------------------------------------------
Narrated Aisha Radi Allahu Anha A
man said to the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam "My mother died
suddenly and I thought that if she had lived she would have given alms. So, if
I give alms now on her behalf, will she get the reward?" The Prophet
Sallallahu Alaihi Wasallam replied, Yes (she will get).
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 23, 470