BismillahirRahmanirRahim
✦ Mafhum-e-Hadith: Ramazan mein Umrah
karna Rasool-Allah Sallallahu Alaihi
wasallam ke saath Hajj karne ke barabar hai
-----------------------
✦ Ibn Abbas radi allahu anhuma ne
farmaya ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasalllam jab Hajj-e-vida se wapas
huye to Aap Sallallahu Alaihi wasallam ne umm sinan ansariya aurat se farmaya ki tum Hajj
karne (kyun) nahi gayee ? usne kaha ki falaah ke walid yani mere khawind
(husband) ke pass do oont (camel) pani pilane ke liye they ek par to wo khud
Hajj ko chale gaye aur dusra hamari zameen sairab karta hai is par Aap
Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya ki Ramzan mein Umrah kar lena kyunki ye
mere saath hajj karne ke barabar hai.
Sahih Bukhari,
Vol3, 1863
✦ Abdullah ibn Abbas Radi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se ek shaksh ne pucha ki Aap Sallallahu Alaihi Wasallam
ke saath hajj karne ke barabar (sawab mein) dusri Ibadat kaunsi hai ?
Aap Sallallahu
Alaihi Wasallam ne farmaya ki Ramzan
mein Umrah karna mere saath hajj karne ke barabar hai
Sunan Abu
Dawud, Vol 1, # 222 -Sahih
--------------------------------------
✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु
अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम जब हज्ज ए
विदा से वापस हुए तो आप सल्लल्लाहु
अलैहि वसल्लम ने उम्म सिनान अन्सारिया खातून से फ़रमाया की तुम हज करने (क्यूँ) नहीं
गयी ? उसने
कहा की फलाह के वालिद यानि मेरे खाविंद (शोहर) के पास दो ऊँट पानी पिलाने के लिए थे
एक पर तो वो खुद हज को चले गए और दूसरा हमारी ज़मीन सैराब करता है इस पर आप सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में
उमरा कर लेना क्यूंकि ये मेरे साथ हज करने
के बराबर है
सही बुखारी , जिल्द
3 , हदीस 1863
✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु
अन्हुमा ने फ़रमाया की रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम से एक शख्स ने पूछा की आप
सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम के साथ हज करने के बराबर (सवाब में) दूसरी इबादत कौनसी है
?
आप अल्लाह सल्लल्लाहु
अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया की रमज़ान में उमरा करना
मेरे साथ हज करने के बराबर है
सुनन अबू दावूद , जिल्द
1 , हदीस
222 -सही
--------------------------------------
English
Translation:
✦ Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu :
When the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam returned after performing his Hajj,
he Sallallahu Alaihi Wasallam asked Um Sinan Al-Ansari, "What did forbid
you to perform Hajj?" She replied, "Father of so-and-so (i.e. her husband) had two camels and he
performed Hajj on one of them, and the second is used for the irrigation of our
land." The Prophet said (to her), "Perform umra in the month of
Ramadan, as it is equivalent to Hajj with me (in reward)."
Sahih Bukhari,
Book #29, Hadith #86
✦ Narrated Abdullah Ibn Abbas Radi
Allahu Anhu : A person asked to the Apostele of Allah peace be upon him What is
that action which is equivalent to performing hajj with you? The Apostle of
Allah peace be upon him said: Umrah during
Ramadan is equivalent to performing hajj along with me.
Sunan Abu
Dawud, Book #10, 1985 -Sahih