Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
ALLAH
jab kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey)
logon par aata hai
Al
Quran : tum un fitno se bachte raho jo tum mein se khaas Zalimon par hi nahi
padhega aur jaan lo ki beshaq ALLAH subhanhu sakht azab karne wala hai
Hadith: Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya ALLAH jab
kisi Qaum par Azab nazil karta hai to wo azab un sab (bure aur achchey) logon
par aata hai jo us Qaum mein hote hain
phir unhe unke Aamal ke mutabiq utahaya jayega
Sahih Bukhari, Vol8, 7108
-----------------------------------------------------------
Narrated Ibn 'Umar
Radhi Allahu Anhu ALLAH's Apostle Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "If ALLAH sends punishment upon a nation then it
befalls upon the whole population indiscriminately and then they will be
resurrected (and judged) according to their deeds.
And fear the Fitnah
(affliction and trial) which affects not in particular (only) those of you who
do wrong (but it may afflict all the good and the bad people), and know that ALLAH
is Severe in punishment.
Dua:
اللهم لا تجعل مصيبتنا في
ديننا، ولا تجعل الدنيا أكبر همنا، ولا مبلغ علمنا، ولا تسلط علينا من لا يرحمنا
O ALLAH do not impose upon us one who has no mercy for us.
Ya
ALLAH aise ( insaan ya farishtey) ko hum par musallat na farma jo hamare haal
par raham na karey.