Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Wo
(Fitne) baarish ke qatron ki tarah
tumhare gharon mein dakhil ho rahe hain
Ma'qil bin Yasar Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Nabee Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya
Fasaad aur fitne ke waqt Ibaadat karne ka sawab aisa hai jaise mere paaas(meri
taraf) Hijrat karne ka.
Sahih Muslim, 7400
Usama bin Zaid Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya main fitno ko dekhta hu ki wo baarish ke qatron ki
tarah tumhare gharon mein dakhil ho rahe hain
Sahih Bukhari, 7060
اللَّهُمَّ
إِنِّي َأَعُوذ بِك مِنْ فِتْنَة
الْمَحْيَا وَالْمَمَات
“Allahumma inni Awuzubika min fitnatil mahya wal mamaat”
Ya
ALLAH main teri panaah chahta hu Zindagi aur maut ke fitno se.
----------------------------------------------------------------------------------
Ma'qil bin Yasar Radhi
Allahu Anhu reported ALLAH's Apostle (may peace be upon him) as saying: Worshiping during the period of widespread turmoil is like emigration towards
me.
Sahih Muslim, Book 041, Number 7042
Narrated Usama bin
Zaid Radhi Allahu Anhu the Prophet Peace
be upon said,
"I see afflictions falling among your houses as rain drops fall."
"I see afflictions falling among your houses as rain drops fall."
اللَّهُمَّ
إِنِّي َأَعُوذ بِك مِنْ فِتْنَة
الْمَحْيَا وَالْمَمَات
Oh
ALLAH I seek refuge you from the trial of life and death