Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo shaksh hathyar se apne bhai ki taraf
ishara karey to farishtey us par laanat
bhejte hain
Hazrat Abu hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya ki jo koi apney bhai ko lohey se (yani hathyaar se )
daraye to farishtey us par laanat kartey hain jab tak ki aisa karne se ruk na
jaye agarche wo uska saga bhai ho.
Sahih Muslim, Vol 6, 6666
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya jo shaksh hathyar se apne bhai ki taraf ishara karey to farishte us par laanat bhejte hain
Jamia Tirmidhi, Vol 2, 13-Sahih
Hazrat Abdullah bin umar Radhi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallahu-alaihi-wasallam ne faramaya jisney hum par hathyar uthaya wo hum
mein se nahi hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 7070
-------------------------------------------------
English Translation:
Abu Huraira Radhi Allahu Anhu reported Allah's Messenger, may peace be upon him
said: He who pointed a weapon towards his brother the angels invoke curse upon
him so long as he does not abandon it even if he is his real brother.
Sahih Muslim Book 032, # 6336
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu narrated that: The Messenger of Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said Whoever points a piece of iron ( weapon) at his brother,
the angels curse him
Jamia Tirmidhi, Book 7, Hadith 2162- sahih
Narrated Abdullah bin umar Radhi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said Whoever takes up arms against us, is not from us."
Sahih Bukhari,Vol9, Book88, Number 190: