Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo
shaksh kisi aisee jaan ko maar dale jiska ahad kar chuka ho wo jannat ki
khushbu bhi nahi paa sakega
Abdullah
bin Amr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya jo shaksh kisi aisee
jaan ko maar dale jiska ahad kar chuka ho(uskeJaan ki amaande chuka ho) to
phir wo jannat ki khushbu bhi nahi paa
sakega haalanki jannat ki khushbu 40 baras ki raah se malum hoti hai
Sahih Bukhari, Vol8, 6914
Comments
: is hadith ko is misaal se samajhiye ki for example kahi muslim aur non
muslims ke riots ho gaye aur aapne kisi non muslims ko kaha ki tu hamare ghar
aa ja hum teri hifazat karnge aaur baad mein usko aapne qatl kar diya to aap
gunahgar ho gaye kyunki aapne already uski jaan ki amaan di thi
Allah Knows best
Allah Knows best
Narrated 'Abdullah
bin 'Amr Radhi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said,
"Whoever killed a Mu'ahid (a person who is granted the pledge of
protection by the Muslims) shall not smell the fragrance of Paradise though its
fragrance can be smelt at a distance of forty years (of traveling)."