Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Anqareeb aise fitne barpa honge jis waqt baithne wala khade hone wale
se behtar hoga
Abu Hurairah Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya Anqareeb aise fitne barpa honge jis waqt baithne wala khade hone wale se
behtar hoga aur khada hone wala unmein se chalne wale se behtar hoga aur chalne
wala unmein dodne wale se behtar hoga jo dur se unmein jhaank kar bhi dekhega
to wo unko bhi samet lenge us waqt jis kisi ko koi panah ki jagah mil jaye ya
bachne ka muqam mil jaye to usmein chala jaye
Sahih Bukhari, Vol8, 7081
-------------------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "There will be afflictions (in the near future) during
which a sitting person will be better than a standing one, and the standing one
will be better than the walking one, and the walking one will be better than
the running one, and whoever will expose himself to these afflictions, the will
destroy him. So whoever can find a place of protection or refuge from them,
should take shelter in it."