Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz
Jamaat se ada karega to wo aisa hai jaisey ki usney Sari raat Ibadat mein
Guzari
------------------
Uthman bin Affan Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah
Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo
shaksh Isha ki Namaz Jamaat se ada karega , wo aisa hai jaisey ki aadhi raat
tak Ibadat ki , aur jo shaksh Isha aur fajar ki Namaz Jamaat se ada karega to
wo aisa hai jaise ki usney Sari raat Ibadat mein Guzari.
Jamia Tirmidhi, Vol1, 210-Sahih
------------------------------
Narrated Uthman bin Affan Radi Allahu Anhu : The Prophet peace be upon him said Whoever prays isha in congregation, it is as if he spent half
the night in prayer, and whoever prays isha
and Fajr in congregation, it is as if he spent the (whole) night in
prayer.Jamia Tirmidhi, Vol1, 221-Sahih