Search This Blog

Category

Autoblog

Saturday, September 19, 2015

Hadith: Sadqa karo kyunki bahut jald logon par aisa zamana aayega jab ek shaksh apna sadqa lekar phirega aur koi use lene wala nahi milega

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Sadqa karo kyunki bahut jald logon par aisa zamana aayega jab ek shaksh apna sadqa lekar phirega aur koi use lene wala nahi milega
--------------------------
Haritha bin Wahab Radhi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Sadqa karo kyunki bahut jald logon par aisa zamana aayega jab ek shaksh apna sadqa lekar phirega aur koi use lene wala nahi milega
Sahih Bukhari, Vol 8, 7120

--------------------------
Narrated Haritha bin Wahab Radhi Allahu Anhu  I heard ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam saying, "Give in charity because there will come a time on the people when a person will go out with his alms from place to place but will not find anybody to accept it."
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 88, Number 236

Total Pageviews