Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith
: Jo mard azan ki aawaz sunta ho usko Jamaat ke saath namaz padhna jaruri hai
--------------------------------
Ibn
Umm Maktum Radi Allahu Anhu ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se
farmaya Main nabeena (Blind) hun aur mera ghar dur hai aur jo mujhko lekar aata
hai wo mera taabey nahi hai to kya main apne ghar par namaz Parh sakta hun?
Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne pucha ki kya tu Azan ki aawaz sunta hai unhone
kah ki haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir to main tere liye
(ghar namaz Parhney ki) koi Gunjayeesh nahi paata
Sunan Abu Dawud, Vol1, 550-Sahih
-------------------------------------
Narrated Amr ibn Za'dah, Ibn Umm Maktum: Ibn Umm Maktum Radi Allahu Anhu asked the Prophet (peace_be_upon_him) saying:
Apostle of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam , I am a blind man, my house is far
away (from the mosque), and I have a guide who does not follow me. Is it
possible that permission be granted to me for saying prayer in my house? He Sal-Allahu
Alaihi Wasallam asked: Do you hear summons (adhan)? He said: Yes. He Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said: I do not find any
permission for you.
Sunan Abu Dawud, Book 2, 0552: -Sahih