Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Musalman
Musalman ka bhai hai, na us par zulm kare aur na use ( kisi zalim ki)
supard kare
-------------------
Hazrat
Abdullah bin umar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya Musalman
Musalman ka bhai hai, na us par zulm kare aur na use ( kisi zalim ke) supard
kare aur jo shaksh apne kisi bhai ki hajat (jarurat) puri karne mein laga hoga ALLAH
Subhanahu hajat puri karega
Sahih Bukhari, Vol 8, 6951
Sahih Bukhari, Vol 8, 6951
-------------------
Narrated Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhu Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, A Muslim is a brother of another Muslim. So he should neither oppress him nor hand him over to an oppressor. And whoever fulfilled the needs of his brother, Allah will fulfill his needs."
Sahih
Bukhari, Vol. 9, Book 85, Hadith 83