Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Rishwat
lene aur Rishwat deney walon par Laanat
Al Quran : Ek
dusre ke maal Aapas mein na najayaz taur par na khao aur unhe Hakimo (judges) tak na pahuchao taki logon ke
maal ka kuch hissa Gunaah se kha jao halanki tum jante bhi ho
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Hadith: Abdullah ibn Amr ibn al As Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ne Rishwat lene aur Rishwat deney walon par Laanat farmayee hai -
Sunan Abu Dawud, Vol3, 183 -Sahih
------------------------------------------
Al Quran: And eat up not one another's property unjustly , nor give
bribery to the rulers (judges) that you may knowingly eat up a part of the
property of others sinfully.
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Al Quran, Surah Al BaqAra (2), Verse 188
Sunan Abu Dawud, Book 24, Number 3573 -Sahih