Search This Blog

Category

Autoblog

Friday, March 27, 2015

Hadith: ALLAH se panaah manga karo Aazmayeesh ki pareshaniyon se, badbakhti se, bure khatme se aur dushman ke hansne (malamat) se

Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: ALLAH se panaah manga karo Aazmayeesh ki pareshaniyon se, badbakhti se, bure khatme se aur dushman ke hansne (malamat) se

اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ جَهْدِ الْبَلاَءِ، وَدَرَكِ الشَّقَاءِ، وَسُوءِ الْقَضَاءِ، وَشَمَاتَةِ الأَعْدَاءِ‏

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya  ALLAH se panaah manga karo Aazmayeesh ki pareshaniyon se, badbakhti se, bure khatme se aur dushman ke hansne (malamat) se.
Sahih Bukhari, Vol 8, 6616
--------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Take refuge with ALLAH from the difficulties of severe calamities, from a bad fate and having an evil end and from the malicious joy of your enemies."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 77, Number 613:

Total Pageviews