Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Bachche
ki surat Walid ya Walida ke khandan se milna
Hazrat Abu
Hurairah se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ke pass ek Dehati aaya aur kaha ki ya Rasool-Allah
Sal-Allahu Alaihi Wasallam meri biwi ne
kaala ladka paida kiya hai Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne pucha tumhare pass
oont hai ? usne kaha
haan Aapne farmaya
unke Rang kaise hai usne kaha Surkh Aapne farmaya usmein koi khaki Rang ka bhi
hai ? usne kaha Haan to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya phir ye kaha
se aa gaya usne kaha mera ye khayal hai ki kisi Rag ne ye Rang ( Apne Aba wa
Ajdad se – ancestors
se) kheench liya hai jiski
wajah se aisa oont paida hua hai , Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki
phir aisa bhi mumkin hai kitere bete ka Rang kisi Rag ne (ancestors se
) kheench liya ho
Sahih Bukhari, Vol8, 6847
Sahih Bukhari, Vol8, 6847
----------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : A bedouin came to ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said, "My wife has delivered a black child." The Prophet said to him, "Have you camels?" He replied, "Yes." The Prophet said, "What color are they?" He replied, "They are red." The Prophet further asked, "Are any of them gray in color?" He replied, "Yes." The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam asked him, "Whence did that grayness come?" He said, "I thing it descended from the camel's ancestors." Then the Prophet said (to him), "Therefore, this child of yours has most probably inherited the color from his ancestors."
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 82, Number 830: