Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith:
Marhum ki taraf se baqi Nazar(yani Mannat) puri karo
Sa'id bin 'Ubada Radhi Allahu Anhu se rivayata hai ki unhone Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se Ek nazar (Mannat) ke baare mein pucha jo unki Walida ke zimme baqi thi aur unki Maut Nazar puri karne se pahle ho gayee thi Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne unhe ye fatwa diya ki wo apni Maa ki taraf se nazar puri karey
Sahih Bukhari, Vol 8, 6698

Ibn Abbas Radhi
Allahu Anhuma se rivayat hai ki Ek sahib Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ki khidmat mein aaye aur arz
kiya ki meri bahan ne nazar ( mannat) mani thi ki Hajj karegi lekin ab uska
inteqal ho gaya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya agar us par koi karz hota to tum
use Ada karte ? unhone arz ki jarur ada karta to Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi
Wasallam ne farmaya phir ALLAH ka karz
bhi ada karo wo iska ziyada mustahaq hai ki uska karz pura Ada kiya jaye
Sahih Bukhari, Vol 8, 6699
--------------------------------------------------------------
Sahih Bukhari, Vol 8, 6699
--------------------------------------------------------------
English
Translation:
Narrated Sa'id bin 'Ubada Al-Ansari Radhi Allahu Anhu :that he consulted the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam about a vow that had been made by his mother who died without fulfilling it. The Prophet gave his verdict that he should fulfill it on her behalf. The verdict became Sunnah.
Sahih Bukhari,Vol 8,Book 78,No.689

Narrated Ibn 'Abbas Radhi Allahu Anhu
A man came to the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam and said to him, "My
sister vowed to perform the Hajj, but she died (before fulfilling it)."
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Would you not have paid her
debts if she had any?" The man said, "Yes." The Prophet said,
"So pay ALLAH's Rights, as He is more entitled to receive His
rights."
Sahih Bukhari,Vol 8, Book 78, No. 690
Sahih Bukhari,Vol 8, Book 78, No. 690