Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
jo shaksh Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uske liye dushwar
hai to use do guna sawab milega
Aisha
Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya us shaksh ki misaal jo Quran
parhta hai aur wo uska hafiz bhi hai , mukarram aur neik likhne wale
(farishton) jaisee hai , aur jo shaksh
Quran majeed baar bara parhta hai aur phir bhi wo uske liye dushwar hai to use do
guna sawab milega
Sahih Bukhari, Vol 6, 6937
Sahih Bukhari, Vol 6, 6937
-----------------------------------------------
Narrated
Aisha Radi Allahu Anha: The Prophet Sal-Allahu
Alaihi Wasallam said, "Such a person as recites the quran and masters it
by heart, will be with the noble righteous scribes (in Heaven). And such a
person exerts himself to learn the quran by heart, and recites it with great
difficulty, will have a double reward."
Sahih Bukhari, Book #60, Hadith
#459