Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Halaqat ka
bhawar jismein girne ke baad phir nikalne ki Ummed nahi hai wo Nahaq khoon
karna hai
Abdullah bin Umar Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Halaqat ka bhawar jismein girne ke
baad phir nikalne ki Ummed nahi hai wo Nahaq khoon karna hai jisko ALLAH
subhanahu ne haram qarar diya hai
Sahih Bukhari, Vol8, 6863
Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sabse pahle logon ke darmiyan(Qayamat ke din) khoon-kharabe ka faisla kiya jayega
Sahih Bukhari, Vol8, 6864
Sahih Bukhari, Vol8, 6863
Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Sabse pahle logon ke darmiyan(Qayamat ke din) khoon-kharabe ka faisla kiya jayega
Sahih Bukhari, Vol8, 6864
----------------------------------------------
English Translation:Narrated Abdullah bin Umar Radhi Allahu Anhu One of the evil deeds with bad consequence from which there is no escape for the one who is involved in it is to kill someone unlawfully.
Sahih Bukhari, Vol9, Book 83, #3
Narrated Abdullah Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The first cases to be decided among the people (on the Day of Resurrection) will be those of blood-shed."
Sahih Bukhari,Vol9, Book 83, Number 4: