Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Main
Momeeno ka khud unse ziyada haqdar hu
Abu Hurairah Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
farmaya Main Momeeno ka khud unse ziyada haqdar hu, unmin se jo koi Karzdaar mrega
aur adayeegi ke liye kuch na chorhega to hum par uski adayeegi ki zimmedari hai
aur jisne koi mala chorha hoga to wo uske warison ka hissa hai
Sahih Bukhari, Vol 8, 6731
Sahih Bukhari, Vol 8, 6731
------------------------------------------
Narrated Abu
Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "I am more closer to the believers
than their own selves, so whoever (of them) dies while being in debt and leaves
nothing for its repayment, then we are to pay his debts on his behalf and
whoever (among the believers) dies leaving some property, then that property is for his heirs.
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 80, Number 723:
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 80, Number 723: