Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tum mein
se pahle ke log isliye halaq ho gaye kyuki…
Aayesha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Usama Radhi Allahu Anhu ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam se ek aurat ki sifarish ki ( jisne chori ki thi) to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki tum mein se pahle ke log isliye halaq ho gaye ki wo kamzoron par to had ( Saza) Qayam karte the aur Buland martaba logo ko chor dete the us zaat ki Qasam jiske haath mein meri jaan hai agar Fatima Radi Allahu Anha ne bhi chori ki hoti to main uska bhi haath kaat leta
Sahih Bukhari, Vol 8, 6787

---------------------------------------------------
Hadith: The people
before you were destroyed because…..
Narrated 'Aisha Radhi Allahu Anhu :
Usama Radhi Allahu Anhu approached the Prophet on behalf of a woman (who had
committed theft). The Prophet said, "The people before you were destroyed
because the used to inflict the legal punishments on the poor and forgive the
rich. By Him in Whose Hand my soul is! If Fatima (the daughter of the Prophet )
did that (i.e. stole), I would cut off her hand."