Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: sabse bade gunaah
Mafhum-e-Hadith: sabse bade gunaah
Anas bin Malik Radhi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya
sabse bade gunaah ye hain : ALLAH
subhanahu ke saath kisi ko sharik thahrana , kisi ki nahaq jaan lena, waldein
ki nafarmani karna aur jhoot bolna ya
farmaya ki jhooti gawahi dena hai
Sahih Bukhari, Vol8, 6871
Sahih Bukhari, Vol8, 6871
--------------------------------------------------------
Narrated Anas bin
Malik Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "The biggest of Al-Kaba'ir (the
great sins) are (1) to join others as partners in worship with ALLAH, (2) to
murder a human being, (3) to be undutiful to one's parents (4) and to make a
false statement," or said, "to give a false witness."
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 10:
Sahih Bukhari, Volume 9, Book 83, Number 10: