Bismillah hir-Rahman nir-Rahim
Hadith: in
dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke
amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi
Ibn Abbas Radi allahu anhuma se rivayt ahi ki
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya in dino(Dhul Hijja ke shuru
ke 10 din) ke amal se ziyada kisi bhi
dino ke amal ki fazilat nahi. logon ne pucha aur jihad mein bhi nahi ? Aap
sallallahu alaihi wasallam ne farmaya
haan jihad mein bhi nahi siwa us shaksh
ke jo apni jaan aur maal khatrey mein daal kar nikla aur wapas aaya to saath
kuch bhi na laya.
Sahih Bukhari, Vol 2, 969
------------------------------------------------
Sahih Bukhari, Vol 2, 969
------------------------------------------------
Narrated Ibn
Abbas Radi allahu anhuma : The Prophet sallallahu alaihi wasallam said, No good deeds done on other days
are superior to those done on these (first ten days of Dhul
Hijja). Then some companions of the Prophet sallallahu alaihi wasallam said, Not even Jihad? He replied,
Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his
property in danger (for Allah's sake) and does not return with any of those
things.
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86