Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Main
khub janta hu tu ek paththar hai, na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na
nafaa
Abis bin Rabia Radi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Hazrat Umar Radi Allahu Anhu Hajar-e-Aswad ke
pass aaye aur usey Bosa diya aur farmaya ki main khub janta hu tu ek paththar
hai , na kisi ko Nuksaan pahuncha sakta hai na nafaa, Agar Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam ko tujhe Bosa detey huye ( chumtey huye) na dekhta
to main tujhe kabhi Bosa na deta
Sahih Bukhari, Vol2, 1597
Sahih Bukhari, Vol2, 1597
---------------------------------------------------------------------
Narrated Abis bin Rabia Radi Allahu Anhu : Umar Radi Allahu Anhu came near the Black Stone (Hajr-e-Aswad) and
kissed it and said No doubt, I know that you are a stone and can neither
benefit anyone nor harm anyone. Had I not seen Allah's Apostle Peace be upon
him kissing you I would not have kissed you.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 667
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 667