Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Aap Sallallahu Alaihi wasallam jaisa khubsurat na pahle dekha na baad mein
Qatada Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki maine hazrat Anas se Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ke baalon ke baare mein pucha to kaha ki Aap Sallallahu Alaihi wasallam ke baal darmiyana the na bilkul seedhe na ghunghriyale (curley) aur wo kaano aur kandhon (shoulder) ke beech tak the
Sahih Bukhari, Vol 7, 5905

Anas
Radi Allahu Anhu ne kaha ki Nabee Sallallahu Alaihi wasallam ke haath aur panw
bhare huye they, Chehra haseen aur jameel tha , maine Aap Sallallahu Alaihi
wasallam jaisa khubsurat na pahle dekha na baad mein , Aap Sallallahu Alaihi
wasallam ki hatheliyan Kushada thi.
Sahih Bukhari, Vol 7, 5907
Sahih Bukhari, Vol 7, 5907
Narrated Qatada Radi
Allahu Anhu : I asked Anas bin Malik Radi Allahu Anhu about the hair of ALLAH's Apostle Sallallahu
Alaihi wasallam . He said, "The hair of ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi
wasallam was neither much straight, nor much curly, and it used to hang down
till between his shoulders and his earlobes.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 791
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 791
Narrated
Anas Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam had big hands
and feet, and I have not seen anybody like him, neither before nor after him,
and his palms were soft.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 793
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 793