Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, September 16, 2014

Hadith: jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:
jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye


Anas Bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  ne farmaya jab koi shaksh kisi takleef mein Mubtala ho to usey Maut ki tamanna nahi karni chahiye aur agar koi maut ki tamanna karne hi lage to ye kahe ki Eh ALLAH jab tak zindagi mere liye behtar hai mujhe Zinda rakh aur jab maut mere liye behtar ho to mujhe utha le.
Sahih Bukhari, Vol 7, 5671
------------------------------------------------


Narrated Anas bin Malik Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi wasallam said, "None of you should wish for death because of a calamity befalling him; but if he has to wish for death, he should say: "O ALLAH! Keep me alive as long as life is better for me, and let me die if death is better for me.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 70, No. 575

Total Pageviews