Search This Blog

Category

Autoblog

Monday, September 15, 2014

Mafhum-e-Hadith: Gharwalon par kharch karne par bhi sadqae ka sawab

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith:  Gharwalon par kharch karne par bhi sadqae ka sawab

Abu Mas'ud Al-Ansari Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab musalman apne gharwalon par ALLAH ka hukm ada karne ki niyat se kharch kare to usmein bhi use sadqe ka sawab milta hai.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5351

------------------------------------------------------
Narrated Abu Mas'ud Al-Ansari Radi AllahuAnhu : The Prophet SallallahuAlaihi wasallam  said, "When a Muslim spends something on his family intending to receive ALLAH's reward it is regarded as Sadaqa for him." 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 64, No. 263

Total Pageviews