Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Jab tum
mein se koi shaksh Juta pahne to Dahine taraf se shuru kare aur Utare to bahine
taraf se
Abu Hurairah Radi
Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi wasallam ne
farmaya Jab tum mein se koi shaksh Juta
pahne to Dahine taraf (Right side) se shuru kare aur Utare to bahine taraf (left Side) se utarey, taki Dahini janib
pahanne mein awwal ho aur utarne mein aakhri ho
Sahih Bukhari, Vol 7, 5855
Sahih Bukhari, Vol 7, 5855
----------------------------------------------------
Narrated
Abu Huraira Radi Allahu Anhu : ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said,
"If you want to put on your shoes, put on the right shoe first; and if you
want to take them off, take the left one first. Let the right shoe be the first
to be put on and the last to be taken off."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 747
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 72, No. 747