Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith
: Hajj aur umrah ke tawaf mein 7 chakakaron mein se pahley 3 chakkaron mein Ramal
karna sunnat hai
------------------------------------------------------------
Salim Radi Allahu Anhu aoney walid se
rivayat kartey hai ki Jab Aap Sallallahu Alaihi Wasallam Makka tasreef laate to pahle tawaf shuru
karte waqt hajar-e-Aswad ko Bosa detey aur 7 chakakaron mein se pahle 3 chakkaron
mein Ramal karte they ( yani tez tez chalte)
Sahih Bukhari, Vol2, 1603
Sahih Bukhari, Vol2, 1603
Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne pahley teen chakakaron mein ramal kiya aur baki chaar chakkaron mein hasb-e-mamul ( yani normal) chale , Hajj aur Umrah dono mein
Sahih Bukhari, Vol2, 1604
------------------------------------------------------------
Narrated
Salim Radi Allahu Anhu that his father said:I saw Allah's Apostle Sallallahu
Alaihi Wasallam arriving at Mecca; he kissed the Black Stone Corner first while
doing Tawaf and did ramal ( walking fast) in the first three rounds of the
seven rounds (of Tawaf).
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 673:
Narrated Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhuma : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam did Ramal ( walking fast) in (first) three rounds (of Tawaf), and walked (normally) in the remaining four, in Hajj and Umra.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 674: