Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Hajj Karne wala aisa ho jata
hai jaise uski Maa ne usey abhi paida
kiya ho
Abu
Hurairah Radi allaho anho se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi
wasallam ne farmaya jis shaksh ne Allah subhanahu ke liye is tarah Hajj kiya ki
na koi fahash (buri) baat ki aur na koi gunaah to wo is tarah wapas aayega
jaisey uski Maa ne usey abhi paida kiya ho ( yani gunaaho se bilkul paak)
Sahih Bukhari, Vol 2, 1521
Sahih Bukhari, Vol 2, 1521
-------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi
Wasallam said, Whoever performs Hajj for Allah's pleasure and does not do evil
or sins then he will return (after Hajj free from all sins) as if he were born
a new.
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 596:
Sahih Bukhari, Volume 2, Book 26, Number 596: