Search This Blog

Category

Autoblog

Traffic

A visitor from Islamabad viewed 'Hadith: Wo Qaum kabhi falah (succ' 1 min ago
A visitor from Faisalabad viewed 'Hadith: t**n baatein aisee hain M' 15 mins ago
A visitor from Chelyabinsk viewed 'Hadith in Roman' 17 mins ago
A visitor from Ashburn viewed 'Hadith in Roman' 18 mins ago
A visitor from Mumbai viewed 'Beshak har Mushkil ke sath aasani' 21 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '✦ Iman aur Naimat ki Salamati ki' 22 mins ago
A visitor from Chongqing viewed '✦ Al Quran : Duniya ki zindagi si' 34 mins ago
A visitor from Multan viewed 'Hadith: tum momeen ko Aapas mein' 35 mins ago
A visitor from Islamabad viewed 'Hadith : Tum mein se behtareen Sh' 42 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed 'Hadith in Roman' 49 mins ago

Tuesday, June 9, 2015

Hadith: tum momeen ko Aapas mein ek ek jism jaisa paooge ki jab uska koi tukda bhi takleef mein hota hai to sara jism takleeef mein hota hai

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: tum momeen ko Aapas mein ek ek jism jaisa paooge  ki jab uska koi tukda bhi takleef mein hota hai to sara jism takleeef mein hota hai

Noman bin Bashr Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmya tum momeen ko Aapas mein ek dusre ke saath rahmat aur muhabbat ka muamla karne aur ek dusre ke saath lutf aur naram dili mein ek jism jaisa paooge  ki jab uska koi tukda bhi takleef mein hota hai to sara jism takleeef mein hota hai aur  neend ud jati hai aur jism bukhar mein mubtala jaisa ho jata hai
Sahih Bukhari, Vol7, 6011
 -----------------------------------------------
नोमान बिन बशर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल्ललाहु अलैहि वस्सलम ने फ़रमाया तुम मोमिन को आपस में एक दूसरे के साथ रहमत और मोहब्बत का मुआमला करने और एक दूसरे के साथ लुत्फ़ और नरम दिली में एक जिस्म जैसा पाओगे की जब उसका कोई टुकड़ा तकलीफ में होता है तो सारा जिस्म तकलीफ में होता है और नींद उड़ जाती है और जिस्म बुखार में मुब्तला जैसा हो जाता है  
सही बुखारी , जिल्द 7 ,हदीस 6011
 -----------------------------------------------
Hadith: ALLAH's Apostle peace be upon him said, "You see the believers as regards their being merciful among themselves and showing love among themselves and being kind, resembling one body, so that, if any part of the body is not well then the whole body shares the sleeplessness (insomnia) and fever with it." 
Sahih Bukhari, Book #73, Hadith #40

Total Pageviews

1,049,776