Search This Blog

Category

Autoblog

Showing posts with label Ajwazi zindagi (Married Life). Show all posts
Showing posts with label Ajwazi zindagi (Married Life). Show all posts

Tuesday, September 21, 2021

✦: Mafhum e Hadith: Jannati Biwiyan

 Bismillahirrahmannirraheem


✦: Mafhum e Hadith: Jannati Biwiyan

----

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alalhi Wasallam ne farmaya tumhari wo Biwiyan Jannat mein hongi jo apne Shohar se bahut zyada Muhabbat karne wali hai, Zyada bachche paida karne wali aur baar baar Shohar ki taraf aane wali hongi wo Biwi jab unka Shohar naraz ho jaye  to aakar apna haath uske haath mein rakhe aur kahe jab tak tum raazi nahi honge main ek luqma bhi nahi chakhungi

Silsila As-Sahiha -272

-------

رسول اللہ  ‌صلی اللہ علیہ وسلم ‌نے فرمایا  تمہاری وہ  بیویاں جنت میں ہونگی جو اپنے شوہروں سے بہت زیادہ محبت کرنے والی ، زیادہ بچے جننے والی اور بار بار شوہر کی طرف آنے والی ہوں گی۔ وہ بیوی جب ان کا شوہر ناراض ہو جائے تو آکر اپنا ہاتھ اس کے ہاتھ میں رکھےاورکہےجب تک تم راضی نہیں ہوگے میں ایک لقمہ بھی نہیں چکھوں گی۔

سلسلہ صحیحہ - ٢٧٢ 

-------

✦: रसूल अल्लाह सलललाहू अलैही वसललम ने फ़रमाया तुम्हारी वो बीवियां जन्नत मे होंगी जो अपने शोहर से बहुत ज़्यादा मुहब्बत करने वाली है, ज़्यादा बच्चे पैदा करने वाली और बार बार शोहर की तरफ़ आने वाली होंगी वो बीवी जब उनका शोहर नाराज़ हो जाए तो आकर अपना हाथ उसके हाथ में रखे और कहे जब तक तुम राज़ी नही होंगे मै एक लुक़मा भी नही चखूँगी

सिलसिला अस-सहिहा - 272

-------

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Your wives will be in the paradise who love their husbands very much, give birth to many children and come to their husbands again and again. When her husband is angry with her, she comes and puts her hand in his and says, I will not taste a morsel until you agree.

Silsila As-Sahiha -272


Monday, December 16, 2019

✦ Biwi se Hambistari karne ki dua

Bismillahirrahmanirraheem

✦ Biwi se Hambistari karne ki dua
------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jab koi shaks apni biwi ke paas aata hai (yani humbistari ka irada karta hai) aur 
ye dua padhta hai Phir agar unke yaha bacha paida hota hai to Shaitan usay koi nuqsan nahi pahucha sakta

بِسْمِ اللَّهِ اللَّهُمَّ جَنِّبْنَا الشَّيْطَانَ وَجَنِّبْ الشَّيْطَانَ مَا رَزَقْتَنَا
Bismillah, Allahumma jannibnash-Shaitana wa jannibish-Shaitana ma razaqtana
Allah ke naam se shuru karta hu eh Allah hamse shaitan ko dur rakh aur jo kuch hame tu (Aulad) de  us se bhi shaitan ko dur rakh 
Sahih Bukhari -3271
----
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ، جب کوئی شخص اپنی بیوی کے پاس آتا ہے(یعنی ہمبستری کا ارادہ کرتا ہے) اور یہ دعا پڑتا ہے 
 پھر اگر ان کے یہاں بچہ پیدا ہوتا ہے تو شیطان اسے کوئی نقصان نہیں پہنچا سکتا
بِسْمِ اللَّهِ اللَّهُمَّ جَنِّبْنَا الشَّيْطَانَ وَجَنِّبْ الشَّيْطَانَ مَا رَزَقْتَنَا
اللہ کے نام سے شروع کرتا ہوں ، اے اللہ ! ہم سے شیطان کو دور رکھ اور جو کچھ ہمیں تو دے ( اولاد ) اس سے بھی شیطان کو دور رکھ ۔ “
صحیح البخاری ۳۲۷۱
-----
✦ रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जब कोई शख्स अपनी बीवी के पास आता है (यानी हमबिस्तरी का ईरादा करता है) और ये दुआ पढ़ता है फिर अगर उनके यहा बच्चा पैदा होता है तो शैतान उसे कोई नुक़सान नही पहुंचा सकता

بِسْمِ اللَّهِ اللَّهُمَّ جَنِّبْنَا الشَّيْطَانَ وَجَنِّبْ الشَّيْطَانَ مَا رَزَقْتَنَا

बिस्मिल्लाही अल्लाहुम्मा जन्निबनश-शैताना वा जन्नीबिश-शैताना मा रज़कताना 
अल्लाह के नाम से शुरू करता हूँ एह अल्लाह हमसे शैतान को दूर रख और जो कुछ हमे तू (औलाद) दे  उस से भी शैतान को दूर रख 
सही बुखारी -3271
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said If anyone of you, when having sexual relation with his wife, and says this dua and if he begets a child (as a result of that relation) Shaitan will not harm it.
بِسْمِ اللَّهِ اللَّهُمَّ جَنِّبْنَا الشَّيْطَانَ وَجَنِّبْ الشَّيْطَانَ مَا رَزَقْتَنَا
Bismillah, Allahumma jannibnash-Shaitana wa jannibish-Shaitana ma razaqtana
In the Name of Allah, O Allah! Protect me from Shaitan and protect what you bestow upon us from Shaitan
Sahih bukhair, Book 54, Hadith 493




Wednesday, May 15, 2019

Gair Muslim mardo aur aurto se kabhi nikah na karna



Bismillahirahmanirrahim

✦ Gair Muslim mardo aur aurto se kabhi nikah na karna
---------
✦ Al Quran : Aur Momino mushrik aurton se tab tak Nikah na Karna jab tak Imaan na laye kyunki mushrik aurat chahe tumko kitni bhi achchi lage us se imaan wali gulam aurat behtar hai aur esee tarha mushrik mard (hindu , murtipuja karne wale ya shirk karne wale) se bhi tab tak nikah na karna jab tak iman na laye  kyunki mushrik mard chahe tumko kitna bhi achcha lage us se imaan wala Gulam mard behtar hai. ye mushrik log dozakh ki tarf bulate hain aur Allah Subhanahu apni mehrbani se Jannat aur bakhshis ki tarf bulata hain aur apne hukm logo se khol khol Kar bayan karta hai taaki nasihat hasil karen
Surah Al Baqarah(2) , 221
---------
 القرآن : اور مشرک عورتیں جب تک ایمان نہ لائیں ان سے نکاح نہ کرو اورمشرک عورتوں سے ایمان دار لونڈی بہتر ہے گو وہ تمہیں بھلی معلوم ہو اور مشرک مردوں سے نکاح نہ کرو یہاں تک کہ وہ ایمان لائیں اور البتہ مومن غلام مشرک سے بہتر ہے اگرچہ وہ تمہیں اچھا ہی لگے یہ لوگ دوزخ کی طرف بلاتے ہیں اور الله جنت اور بخشش کی طرف اپنے حکم سے بلاتا ہے اور لوگوں کے لیے اپنی آیتیں کھول کر بیان کرتا ہے تاکہ وہ نصیحت حاصل کریں
سورة البقرة (٢) آیت ٢٢١ 
---------
✦ अल क़ुरान : और मोमीनों मुशरिक औरतों से तब तक निकाह ना करना जब तक ईमान ना लाए क्यूंकी मुशरिक औरत चाहे तुमको कितनी भी अच्छी लगे उस से ईमान वाली गुलाम औरत बेहतर है और इसी तरह मुशरिक मर्द (हिंदू , मूर्तीपूजा करने वाले या शिर्क करने वाले ) से भी तब तक निकाह ना करना जब तक ईमान ना लाए  क्यूंकी मुशरिक मर्द चाहे तुमको कितना भी अच्छा लगे उस से ईमान वाला गुलाम मर्द बेहतर है. ये मुशरिक लोग दोज़ख़् की तरफ़ बुलाते हैं और अल्लाह सुबहानहु अपनी मेहरबानी से जन्नत और बख्शिश की तरफ़ बुलाता हैं और अपने हुक्म लोगों से खोल खोल कर बयान करता है ताकि नसीहत हासिल करें
सुराह अल बक़रा  (2) , 221
---------
✦ Al Quran : And do not marry Al-Mushrikat (idolatresses) till they believe (worship Allah Alone). And indeed a slave woman who believes is better than a (free) Mushrikah (idolatress), even though she pleases you. And give not (your daughters) in marriage to Al-Mushrikun till they believe (in Allah Alone) and verily, a believing slave is better than a (free) Mushrik (idolater), even though he pleases you. Those (Al-Mushrikun) invite you to the Fire, but Allah invites (you) to Paradise and Forgiveness by His Leave, and makes His verses clear to mankind that they may remember.
Surah Al Baqarah(2) , 221

Monday, May 13, 2019

Biwi bachcho ko neik banane ki dua




Bismillahirrahmanirrahim

✦ Biwi bachcho ko neik banane ki dua
-----------
رَبَّنَا هَبْ لَنَا مِنْ أَزْوَاجِنَا وَذُرِّيَّاتِنَا قُرَّةَ أَعْيُنٍ وَاجْعَلْنَا لِلْمُتَّقِينَ إِمَامًا
----------
✦ Rabbana Hab Lana Min Azwajina Wa Zurriyatina Qurrata Aayunin WajAalna Lilmuttaqeena Imama
----------
اے ہمارے رب ہم کو ہماری بیویوں اور اولاد کی طرف سے آنکھوں کی ٹھنڈک عطا فرما اور ہمیں پرہیزگاروں کا امام بنا
----------
✦ Eh hamare RABB  humko hamari biwiyo aur aulado ki taraf se aankho ki thandak ata farma aur humko parhezgaro ka Imam bana
----------
✦ एह हमारे रब्ब हमको हमारी बीवियों और औलादों की तरफ से आँखों की ठंडक अता फरमा और हमको परहेज़ गारों का इमाम बना 
----------
✦ Our Lord Bestow on us from our wives and our offspring the comfort of our eyes, and make us leaders of the righteous.
----------
Al Quran Surah Al-Furqan (25), 74

Sunday, May 12, 2019

Hadith : Khula (talaq) lene wali aurtein munafiq hain


Bismillahirrahmanirrahim 

✦ Hadith : Khula (talaq) lene wali aurtein munafiq hain
------------- 
✦ Soban Radi Allahu Anhu se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya khula (talaq) lene wali aurtein munafiq hain. Jo aurtein apne shohar se bina kisi wajah se khula (talaq) leti hain wo jannat ki khushbu bhi nahi paa sakegi
Jamia Tirmizi, Jild 1 , #1188, 1189-Sahih
-------------  
حضرت ثوبان رضی اللہ عنہ سے روایت ہے نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: خلع لینے والی عورتیں منافق ہیں جس عورت نے بلا کسی سبب کے اپنے شوہر سے خلع لیا، تو وہ جنت کی خوشبو نہیں پائے گی
جامع ترمذی جلد ۱ حدیث ۱۱۸۸,۱۱۸۹ صحیح
-------------  
✦ सोबान रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया खुला (तलाक़) लेने वाली औरतें मुनाफ़िक़ हैं , जो औरतें अपने शोहर से बिना किसी वजह से खुला (तलाक़) लेती हैं वो जन्नत की खुश्बू भी नही पा सकेगी
जामिया तीर्मिजी , जिल्द 1 , #1188, 1189-सही
-------------  
✦ Thawban Radi Allahu anhu narrated that The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: The women who seek a Khul (divorce) are hypocrites. Whichever woman seeks a Khul (divorce) from her husband without harm (cause), then the scent of Paradise will be unlawful for her."
Jamia Tirmizi,Book 8, #1186, 1187-Sahih

✦ Hadith : Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai


Bismillahirrahmanirrahim


✦ Hadith : Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai 
----------
✦ Anas bin malik Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jab banda nikah karta hai to apna aadha deen mukammal kar leta hai ab usko chahiye jo baqi (aadha deen) hai usmein Allah se darta rahe.
Al Silsila As Sahiha , 1895

✦ Aisha Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Nikah meri sunnat hai aur jo koi meri sunnat par amal na kare uska mujhse koi talluq nahi, Nikah kiya karo isliye ki tumhari zyada tadad par main dusri ummato ke samne fakhr karunga, jismein istitaat (capacity) ho wo to nikah kar le aur jismein istitaat na ho wo roze rakhe , wo isliye ki roza uski shahwat ( nafsani khwahishat) ko tod dega.
Sunan Ibn majah, Vol 2, Hadith 2-Hasan
----------
رسول اللہ ﷺنے فرمایا: جب بندہ نکاح کرتا ہے تو اپنا آدھا دین مکمل کرلیتا ہے، اب اسے چاہئے جو باقی ہے اس میں اللہ سے ڈرتا رہے۔ 
السلسلہ صحیحہ ١٨٩٥ 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: نکاح میری سنت اور میرا طریقہ ہے، تو جو میری سنت پہ عمل نہ کرے وہ مجھ سے نہیں ہے، تم لوگ شادی کرو، اس لیے کہ میں تمہاری کثرت کی وجہ سے دوسری امتوں پر (قیامت کے دن) فخر کروں گا، اور جو صاحب استطاعت ہوں شادی کریں، اور جس کو شادی کی استطاعت نہ ہو وہ روزے رکھے، اس لیے کہ روزہ اس کی شہوت کو کچلنے کا ذریعہ ہے۔
سنن ابن ماجہ جلد ٢ حدیث ٢-حسن 
----------
✦ अनस बिन मालिक रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जब बन्दा निकाह (शादी) करता है तो अपना आधा दीन मुकम्मल कर लेता है अब उसको चाहिए जो बाक़ी (आधा दीन ) है उसमें अल्लाह से डरता रहे.
अल सिलसिला साहिहा , 1895

✦ आईशा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया निकाह मेरी सुन्नत है और जो कोई मेरी सुन्नत पर अमल ना करे उसका मुझसे कोई ताल्लुक़ नही, निकाह किया करो इसलिए की तुम्हारी ज़्यादा तादाद पर मैं दूसरी उम्मतों के सामने फख्र करूँगा, जिसमें इस्तिताअत हो वो तो निकाह कर ले और जिसमें इस्तिताअत ना हो वो रोज़ रखे , वो इसलिए की रोज़ा उसकी शहवात ( नफसानी ख्वाहिशात) को तोड़ देगा.
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, हदीस 2-हसन

---------------

✦ Hadith : When a slave (of Allah) marries he has fulfilled half of the deen (religion)

----------
✦ Anas bin malik Radi Allahu anhu reported that The Messenger of Allah (ﷺ) said When a slave (of Allah) marries he has fulfilled half of the deen (religion); so let him fear Allah regarding the remaining half.
Al Silsila As Sahiha , 1895

✦ It was narrated from Aishah Radhi allahu anha that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: “Marriage is part of my sunnah, and whoever does not follow my sunnah has nothing to do with me. Get married, for I will boast of your great numbers before the nations. Whoever has the means, let him get married, and whoever does not, then he should fast for it will diminish his desire.”
Sunan Ibn majah, Book 9, 1846-Hasan

Thursday, May 9, 2019

Hadith : Jisne apni do betiyo ki ya do bahno ki parwarish ki wo Jannat mein mere saath hoga


Bismillahirrhamanirrahim


✦ Hadith : Jisne apni do betiyo ki ya do bahno ki parwarish ki wo Jannat mein mere saath hoga
----------------
✦ Anas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis ne apni teen betiyo ki ya teen bahno ki , ya do betiyo ki
ya do bahno ki unki wafat tak parwarish ki (ek rivayat mein hai ki wo badi ho jaye aur dusri rivayat mein hai ki wo balig ho jaye tab tak) 
ya unki parwarish karte huye uske khud ki wafat ho gayee to wo aur main Jannat mein in do ungliyo ki tarah honge phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne
shahadat wali aur darmiyan ki ungli ke saath ishara farmaya
Al Silsila As Sahiha,1989 (Sheikh Albani)
Masnad Ahmed 12041-Hasan

✦ Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu ne farmaya jiski 3 betiya ya 3 bahnein ho , ya 2 betiya ya 2 bahne ho aur wo unse achcha suluq kare aur unke baare mein 
Allah subhanahu se dare to uske liye Jannat hai
Jamia Tirmizi, Jild 1 , 1975-Sahih
-------------

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس شخص نے اپنی تین بیٹیوں یا تین بہنوں کی 
یا دو بیٹیوں یا دو بہنوں کی ان کے فوت ہونےتک پرورش کی ( اور ایک حدیث میں ہےکہ
وہ بڑی ہوجائیں ،اور دوسری روایت میں ہے :بالغ ہو جائیں ) یا )انکی پرورش کرتے ہوئے) 
وہ خود مر جائے تو میں اور 
وہ جنّت میں اس طرح ہوں گے۔
آپ نے اپنی شہادت اور درمیانی انگلی سے اشارہ کیا

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس کے پاس تین لڑکیاں، یا تین بہنیں، یا دو لڑکیاں، یا دو بہنیں ہوں اور وہ ان کے ساتھ اچھا سلوک کرے اور ان کے حقوق کے سلسلے میں اللہ سے ڈرے تو اس کے لیے جنت ہے
جامہ ترمیزی جلد ١ / ١٩٧٥ صحیح 
-------------
✦ अनस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस ने अपनी तीन बेटियों की या तीन बहनों की , या दो बेटियों की या दो बहनों की उनकी वफात तक परवरिश की (एक रिवायत में है की वो बड़ी हो जाए और दूसरी रिवायत में है 
की वो बालिग हो जाए तब तक) या उनकी परवरिश करते हुए उसके खुद की वफात हो गयी तो वो और मैं जन्नत में इन दो उंगलियो की तरह होंगे फिर आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने शहादत वाली और दरमियाँ की उंगली के साथ इशारा फरमाया
अल सिलसिला अस सहिहा , 1989
मसनद अहमद 12041-हसन 

✦ अबू सईद खुदरी रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया जिसकी 3 बेटियां या 3 बहनें हो , या 2 बेटियां या 2 बहनें हो और वो उनसे अच्छा सुलुक़ करे और उनके बारे में अल्लाह सुबहानहु से डरे तो उसके लिए जन्नत है
 जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 1 , 1975-सही

-------------

✦ Hadith : Whoever has two daughters, or two sisters and look after them until their death he shall be in Paradise

---------------
Anas Radi Allahu Anhu narrated that The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said Whoever has three daughters, or three sisters, or two daughters, or two 
sisters and look after them until their death (and according another Narration until they reach the age of maturity or become baligh ) or he himself die 
while taking care of them then I and he shall be in Paradise like these two."And he indicaed with his fingers, meaning his index and his middle finger
Al Silsila As sahiha , 1989
Masnad Ahmed 12041-Hasan

Abu Saeed Al-Khudri Radi Allahu Anhu narrated that The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Whoever has three daughters, or three sisters, or two 
daughters, or two sisters and he keeps good company with them and fears Allah regarding them, then Paradise is for him.
Jami Tirmizi,Book 1, 1916-Sahih

Hadith: Halala karne wale aur jiske liye halala kiya jaye dono par Allah subhanahu ki lanat hai


Bismilahirrahmanirrahim 


✦ Hadith: Halala karne wale aur jiske liye halala kiya jaye dono par Allah subhanahu ki lanat hai
----------------------------
✦ Ali Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Halala karne wale aur jiske liye halala kiya jaye dono par Allah subhanahu ki lanat hai
Sunan Abu Dawud, jild 2, 308-sahih 

✦ Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Halala karne wale aur jiske liye halala kiya jaye dono par lanat farmayee hai
Sunan ibn Maja, Jild 2, 1091-sahih
-----------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا علی رضی الله عنه سے روایت ہے کی حلالہ کرنے والے اور جسکے لئے حلالہ کیا جائے دونوں اللہ نے لعنت کی ہے 


سنن ابو داوود جلد ٨ حدیث ٣٠٨ –صحیح



رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے ابن عبّاس رضی الله عنه سے روایت ہے کی 
حلالہ کرنے والے اور جسکے لئے حلالہ کیا جائے دونوں پر لعنت فرمایئ ہے 
سنن ابن ماجہ جلد ٢ حدیث ٩١-صحیح 
-----------------

✦ अली रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल अल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया हलाला करने वाले और जिसके लिए हलाला किया जाये उन दोनों पर अल्लाह सुबहानहु की लानत है
सुनन अबू दाऊद,जिल्द 2,हदीस 308-सही 

✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल अल्लाह सल अल्लाहू अलैहि वसल्लम ने हलाला करने वाले और जिसके लिए हलाला किया जाये उन दोनों पर लानत फरमाई है
सुनन इब्न माजा , जिल्द 2, 91 सही
------------------------

✦ Narrated Ali Radi Allahu Anhu The Prophet (ﷺ) said: Allah’s Curse be upon the one who marries a divorced woman with the intention of making her lawful for her former husband and upon the one for whom she is made lawful.
Sunan Abu Dawud, Book 11, 2071-Sahih

✦ It was narrated that Ibn Abbas Radi Allahu Anhu said: The Messenger of Allah cursed the Muhallil (upon the one who marries a divorced woman with the intention of making her lawful for her former husband ) and the Muhallal lahu.
(upon the one for whom she is made lawful.)
Sunan Ibn Maja, Book 9, Hadith 1934-sahih

Hadith : Jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai


Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : Jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai
---------------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya  Sila rahmi se ziyada jaldi sawab  dilane wala jismein Allah ki itaat ki jaye koi amal nahi 
aur sarkashi (zulm) aur qata rahmi se zyada jaldi saza dilane wala koi amal nahi, 
aur jhoothi Qasam gharo ko veeran (barbad) karke chorhti hai.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees-Jild 1,155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih
---------------
رسول الله صلى الله عليه وسلم صلہ رحمی سے زیادہ جلدی ثواب دلانے والا جس میں الله کی اطاعت کی جائے کوئی عمل نہیں اور سرکشی (ظلم) اور قطع رحمی سے زیادہ جلدی سزا دلانے والا جس میں الله کی اطاعت کی جائے کوئی عمل نہیں اور جھوٹھی قسم گھروں کو ویران (برباد) کرکے چھوڑتی ہے 
---------------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया  सिला रहमी से ज़ियादा जल्दी सवाब  दिलाने वाला जिसमें अल्लाह की ईताअत  की जाए कोई अमल नही, 
और सरकशी (ज़ुल्म) और क़तअ रहमी से ज़्यादा जल्दी सज़ा दिलाने वाला कोई अमल नही, 
और झूठी क़सम घरों  को वीरान (बर्बाद) करके छोड़ती  है
अल सिलसिला  अस सहिहा , जिल्द 1,155 
अल बैहिकी , 35 /10 - सही  
अत तबरानी , 1996-सही 


✦ Hadith : False oath destroys the home
---------------
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said there is no such good deed in which the obey of Allah is being followed which will be 

rewarded as fast as keeping good relations with the relatives,
and the transgressing and cutting relations is the sin which may cause to get the punishment of Allah very quickly, 
and false oath destroys the home.
Al-Silsila-tus-Sahiha Hadees, Jild 1,155
Al Baihiqi, 35 /10 -Sahih
At Tabrani, 1996-Sahih

Hadith : Behatreem Aurat ki nishaniya



Bismillahirrahmanirrahim 


✦ Hadith : Behatreem Aurat ki nishaniya 
-------------
✦ Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam se pucha gaya ki behatreen aurat kaunse hai ? to Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmya 
wo aurat jisko uska shohar jab dekhe to wo usko khush kar de, 
aur jo hukm wo (shohar) usko de wo uski farmabardari kare 
Aur apne Nafs aur daulat mein uske khilaf koi kaam na kare
Sunan Nasaii, Jild 2, 1143-Sahih
-------------
حضرت ابوہریرہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہ رسول کریم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم سے پوچھا گیا کہ بہترین عورت کون سی ہے؟ آپ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا وہ خاتون کہ اس کا خاوند جب اس کو دیکھے تو وہ اس کو خوش کر دے اور جس وقت وہ حکم دے تو وہ اس کی فرما برداری کرے اور اپنے نفس اور دولت میں اس کی رائے کے خلاف نہ کرے۔
سنن نسائی جلد -٢ ،١١٤٣ 
-------------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम से पूछा गया की बेहतरीन औरत कौनसी है आप सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया वो औरत जिसको उसका शोहर देखे तो वो उसको खुश कर दे . और जो हुक्म वो (शोहर) उसको दे तो वो उसकी फरमाबरदारी करे और अपने नफस और दौलत में उसके खिलाफ कोई काम ना करे
सुनन नसाई , जिल्द 2 , 1143 सही

-----------

✦ The characteristic of the best woman

-------------
✦ Narrated Abu Hurairah Radi Allahu Anhu It was narrated that Abu Hurairah said: "It was said to the Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam : 'Which woman is best?' He Sal-Allahu Alaihi wasallam said: The one who makes her husband happy when he looks at her, obeys him when he commands her, and she does not go against his wishes with regard to herself nor her wealth.
Sunan Nasaii, Book 26, 3233-Sahih

Hadith : Jo Shaksh apni biwi ke dabar (anus) mein jamaah (intercourse) karey wo mal-oon (laanat kiya gaya) hai


Bismillahirrahmanirrahim


✦ Hadith : Jo Shaksh apni biwi ke dabar (anus) mein jamaah (intercourse) karey wo mal-oon (laanat kiya gaya) hai 
--------
✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jo Shaksh apni biwi ke dabar (anus) mein jamaah (intercourse) karey wo mal-oon (laanat kiya gaya) hai 
Sunan Abu Dawud, Vol 2, 395 – Hasan 

✦ Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu us mard ki taraf rahmat ki nazar se nahi dekhtey jo apni biwi ke peechey ki raah ( yani anus mein) mein sohbat (jamaah ya inyetcourse) karey 
Sunan ibn Majah, , Vol 2, 80-Sahih 

✦ Khuzaimah bin Thabit Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah subhanahu haq baat kahney se haya nahi farmata, aurto se unkey peechey (anus) ki janib se jamah (intercourse) na karo . 
Sunan ibn Majah, , Vol 2, 81-Sahih 

✦ Jaber Radi Allahu Anhu ne farmaya ki yahudi kaha kartey they jo shaksh aurta ki aage ki raah (sharmgah) mein peeche ki janib se sohbat (jamaa) karega to uska bachcha bhenga (crosss-eyed) paida hoga is par Allah subhanahu ne ye aayat nazil farmayee “Tumhari biwiyan tumhare liye khetiyan hain isliye tum apni kheti mein jaisey chahey jao-2:223” 
Sunan ibn Majah, , Vol 2, 82-Sahih 

✦ Al Quran : Tumhari biwiyan tumhare liye khetiyan hain isliye tum apni kheti mein jaise chahe jao. 
Surah Al-Baqarah (2), 223 

✦ (Tafseer : Aurat ki aage ki janib (sharmgah) mein kisi bhi tarah se jama kiya ja sakta hai magar peeche (anus mein) jamah karna shariyat mein jayaz nahi hai)


-------------------------

✦ हदीस : जो शख्स अपनी बीवी के दबर (Anus) में जमा (intercourse) करे वो मल-ऊन (लानत किया गया) है 
--------
✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जो शख्स अपनी बीवी के दबर (Anus) में जमा (intercourse) करे वो मल-ऊन (लानत किया गया) है 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 2, 395 – हसन 

✦ अबू हुरैरा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु उस मर्द की तरफ रहमत की नज़र से नही देखते जो अपनी बीवी के पीछे की राह ( यानी Anus में) में सोहबत (intercourse) करे 
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 80-सही 

✦ खुजैमा बिन साबित रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूलअल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ने फरमाया अल्लाह सुबहानहु हक़ बात कहने से हया नही फरमाता, औरतो से उनके पीछे (Anus) की जानिब से जमा(intercourse) ना करो . 
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 81-सही 

✦ जाबेर रदी अल्लाहू अन्हु ने फरमाया की यहूदी कहा करते थे जो शख्स औरतों की आगे की राह (शर्मगाह ) में पीछे की जानिब से सोहबत (जमा) करेगा तो उसका बच्चा भेंगा (crossed eyes) पैदा होगा इस पर अल्लाह सुबहानहु ने ये आयात नाज़िल फरमाई “तुम्हारी बीवियाँ तुम्हारे लिए खेतियाँ हैं इसलिए तुम अपनी खेती में जैसे चाहे जाओ-2:223” 
सुनन इब्न माज़ा , जिल्द 2, 82-सही 

✦ अल क़ुरान : तुम्हारी बीवियाँ तुम्हारे लिए खेतियाँ हैं इसलिए तुम अपनी खेती में जैसे चाहे जाओ. 
सुरह अल-बक़रा (2), 223 

✦ (तफ़सीर : औरत की आगे की जानिब (शर्मगाह) में किसी भी तरह से जमा किया जा सकता है मगर पीछे (anus mein)जमा करना शरीयत में जायज़ नही है)

-----------------------

رسول اللہ  صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا : ” جو شخص اپنی بیوی کی دبر ( پاخانہ کے مقام ) میں صحبت کرے اس پر لعنت ہے “ ۔


نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ اس شخص کی طرف نہیں دیکھے گا جو کسی عورت سے اس کے دبر (پچھلی شرمگاہ)میں جماع کرے ۱؎۔

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ حق بات سے شرم نہیں کرتا عورتوں کی دبر میں جماع نہ کرو ۔


یہود کہتے تھے کہ جس نے بیوی کی اگلی شرمگاہ میں پیچھے سے جماع کیا تو لڑکا بھینگا ہو گا، چنانچہ اللہ سبحانہ نے یہ آیت کریمہ نازل فرمائی: 
 تمہاری بیویاں تمہاری کھیتیاں ہیں، لہٰذا تم اپنی کھیتیوں میں جدھر سے چاہو آؤ ۱؎

تمہاری عورتیں تمہاری کھیتیاں ہیں پس تم اپنی کھیتیوں میں جیسے چاہو آؤ،


تمہاری عورتیں تمہاری کھیتیاں ہیں یعنی اولاد ہونے کی جگہ تم اپنی کھیتی میں جیسے بھی چاہو آؤ یعنی جگہ تو وہی ایک ہو
-----------------

✦ Hadith : He who has intercourse with his wife in her anus is accursed.

---------------
✦ Narrated By Abu Hurairah Radi allahu anhu the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: He who has intercourse with his wife in her anus is accursed. 
Sunan Abu Dawud, Book 11, 2157 - Hasan 

✦ Hadith: It was narrated from Abu Hurairah Radi Allahu Anhu that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: Allah does not look at a man (with rahmat) who has intercourse with his wife in her buttocks (Anus) 
Sunan ibn Majah, Book 9, 1923- Sahih 

✦ Hadith: It was narrated from Khuzaimah bin Thabit that the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said: Allah is not too shy to tell the truth, Do not have intercourse with women in their buttocks.(Anus) 
Sunan ibn Majah, Book 9, 1924- Sahih 

✦ Hadith: Muhammad bin Al Munkadir Radi allahu anhu said I heard Jaber Radi allahu said The Jews used to say that if a man has intercourse with a woman in her vagina from the back, the child would have a squint (cossed-eyed) . Then Allah, Glorious is He, revealed: 'Your wives are a tilth for you, so go to your tilth, when or how you will. 
Sunan ibn Majah,Book 9, 1925- Sahih 

✦ Al Quran : Your wives are a tilth for you, so go to your tilth, when or how you will. 
Al Quran , Surah Al-Baqarah (2), 223 

✦ (Tafseer : This verse permit to have intercourse in vagina by any way but intercourse in anus is not allowed at all)

Saturday, September 19, 2015

Hadith: jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hain

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hain
-------------------
Jaber bin abdullah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab raat ki tariki aa jaye ya shaam ho to apne bachchon ko na nikalne do isliye ki shaitan us waqt phail jate hain phir jab ek ghadi raat guzar jaye to unhe chhodh do aur darwaze band kar lo aur ALLAH ka naam lo isliye ki shaitan band darwaze nahi khol sakta aur apni mashkon par daat laga do aur ALLAH ka naam lo aur apne bartano ko dhaanp do aur ALLAH ka naam lo agar kuch daaanpne ko na mile to un par kuch bhi  aad rakh do aur apne chiragon ko bujha do.
Sahih Bukhari , Vol 6, 5623
-------------------------

Narrated Jabir bin 'Abdullah Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "When night falls (or when it is evening), stop your children from going out, for the devils spread out at that time. But when an hour of the night has passed, release them and close the doors and mention ALLAH's Name, for Satan does not open a closed door. Tie the mouth of your water-skin and mention ALLAH's Name; cover your containers and utensils and mention ALLAH's Name. Cover them even by placing something across it, and extinguish your lamps. "
 
Sahih Bukhari,  Book 69, Hadith 527

Friday, September 4, 2015

Hadith:Allah subhanahu us baligh aurat ki Namaz qubul nahi karta jab tak wo Hijab na pahne

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith:Allah subhanahu us baligh aurat  ki Namaz  qubul nahi karta jab tak wo Hijab na pahne
--------------

Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya Allah subhanahu us baligh aurat  ki Namaz  qubul nahi karta jab tak wo Hijab na pahne
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 638-Sahih
--------------
Narrated Aisha Radi allahu anha The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said:
Allah does not accept the prayer of a woman who has reached puberty unless she wears a veil.
Sunan Abu Dawud, Book 2, Hadith 641-Sahih


Friday, March 27, 2015

Hadith: Tumhe us luqme par bhi sawab milega jo tum Apni Biwi ke munh mein rakte ho

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Tumhe us luqme par bhi sawab milega jo tum  Apni Biwi ke munh mein rakte ho

Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki main makka mein beemar pad gaya aur maut ke qareeb pahunch gaya , Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  meri ayadat ke liye tashreef laye maine arz kiya Ya Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  mere paas bahut zyada maal hai aur ek ladki ke siwa uska koi waris nahi to kya main apne maal ka do teehayee hissa sadqa kar du ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahi,  to phir maine kaha aadha kar du to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya nahi , maine arz kiya ki ek teehayee ( 1/3) kar du to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Haan magar ye ek teehayee bhi bahut hai, agar tum apne bachcho ko maaldar chorho ye is se behtar hai ki tum unhe tangdast ( gareeb) chorh kar jao aur wo logo ke samne haath phailate phirey, aur tum jo kuch bhi (ALLAH ki raah mein) kharch karoge tumhe uska sawab milega yahan tak ki us luqme par bhi sawab milega jo tum  Apni Biwi ke munh mein rakte ho.
Sahih Bukhari,Vol8, 6733



Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam  ne farmaya tum jo kuch bhi ALLAH ki raah mein kharch karoge tumhe uska sawab milega yahan tak ki us luqme par bhi sawab milega jo tum  Apni Biwi ke munh mein rakte ho.
Sahih Bukhari, Vol 1, 56
-------------------------------------------
English Translation:
Narrated Sad bin Abi Waqqas Radhi Allahu Anhu : I was stricken by an ailment that led me to the verge of death. The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam came to pay me a visit. I said,
O Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! I have much property and no heir except my single daughter. Shall I give two-thirds of my property in charity?" He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, No,  I said, Half of it? He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, No,  I said, One-third of it?  He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, You may do so though one-third is also to a much, for it is better for you to leave your off-spring wealthy than to leave them poor, asking others for help. And whatever you spend (for ALLAH's sake) you will be rewarded for it, 
even for a morsel of food which you may put in the mouth of your wife."
Sahih Bukhari,Vol8, Book80, # 725

Narrated Sad bin Abi Waqqas  Radhi Allahu Anhu 
prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, You will be rewarded for whatever you spend for ALLAH's sake even if it were a morsel which you put in your wife's mouth.
Sahih Bukhari, Book 2, 53

Monday, December 1, 2014

Hadith: Tum mein se behatreen log wo hain jo apney Gharwalon ke liye behatrenn hain

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: 
Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon  ke liye behatreen hain

Ibn Abbas Radi Allahu Anhu  Tum mein se behatreen log wo hain jo apne Gharwalon  ke liye behatreen hain aur main tum mein sabse ziyada apney Gharwalon se achcha bartav karney wala huSunan Ibn Majah, Vol 2, 134-Hasan

 ---------------------------------------------

Narrated By Ibn Abbad Radi allahu Anhu The best of you are those who are best to their families, and I am the best of you to my family.Sunan Ibn Majah, book 9, 1977-Hasan

Monday, September 15, 2014

Hadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai

Bismillahirrahmanirrahim


Hadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai

Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya Abdullah kya muijhe jo khbar mili sahi hai ki tum rozana (Rozana) din mein roza rakhtey ho aur raat bhar ibadat kartey ho, mainey kaha ki haan ya Rasoollallah Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam  , to Aapne farmaya ki aisa na karo,  Rozey bhi rakho aur bina rozey bhi raho raat mein ibadat bhi karo aur soya bhi karo,  kyunki tumharey badan ka bhi tum par haq hai , tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5199

---------------------------------------------------
 Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, "O 'Abdullah! Have I not been formed that you fast all the day and stand in prayer all night?" I said, "Yes, O ALLAH's Apostle!" He said, "Do not do that! Observe the fast sometimes and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your eyes have a right over you and your wife has a right over you." 
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127

Hadith: Agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhey

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhe

 Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya agar shohar ghar par mojud hai to koi bhi aurat uski ijazat ke bagair (nafli) Roza na rakhey 
Sahih Bukhari, Vol 6, 5192

---------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhu : The Prophet SallallahuAlaihi wasallam  said, "A woman should not fast (optional fasts) except with her husband's permission if he is at home (staying with her)."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 120:

Wednesday, August 27, 2014

Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko seedha karna chahoge to tod doge

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko  seedha karna chahoge to tod doge

Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Aurat pasli ki tarah hai, agar tum usko  seedha karna chahogey to tod dogey aur agar is se fayda hasil karna chahoge to uski tedh ke saath hi fayda hasil karoge.
Sahih Bukhari, Vol 6, 5184

Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Aurat Pasli ki haddi se paida huyee hai aur kabhi tujhse seedhi chaal na chalegi phir agar tu us se  kaam le to liye ja aur wo tedi ke tedi rahegi aur agar tu usko seedhe karne chala to tod dalega aur uska todna talaq dena hai
Sahih Muslim,  3643

Abu Hurairah Radiallahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya aurton se achcha suluk karo kyunki aurat pasli se paida ki gayee hai pasli mein bhi sabse jiyada teda upar ka hissa hota hai agar koi shaksh usey bikul seedhi karna chahye to usey tod kar rahega aur agar usey waisa hi chhodh de to hamesha tedi hi rah jayegi isliye aurton se achcha suluk karo.
Sahih Bukhari, Vol 4,3331

 -------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi AllahuAnhuALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, "The woman is like a rib; if you try to straighten her, she will break. So if you want to get benefit from her, do so while she still has some crookedness.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 113:

Abu Huraira (ALLAH be pleased with him) reported: Prophet peace be upon him said Woman has been created from a rib and will in no way be straightened for you; so if you wish to benefit by her, benefit by her while crookedness remains in her. And if you attempt to straighten her, you will break her, and breaking her is divorcing her.
Sahih Muslim, Book 8, #3467


Narrated Abu Huraira Radiallahuanhu : ALLAH 's Apostle SallallahuAlaihi Wasallam said, "Treat women nicely, for a women is created from a rib, and the most curved portion of the rib is its upper portion, so, if you should try to straighten it, it will break, but if you leave it as it is, it will remain crooked. So treat women nicely."
Sahih Bukhari, Vol 4, Book 55, No. 548:

Hadith: Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai

Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith: Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai

Abu Hurairah Radi allahuanhu se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi wasallam ne farmaya Aurat se Nikaah char cheezon ki buniyaad par kiya jata hai uske maal ki wajah se , uske khandani sharaf ki wajah se, aur uski khubsurti ki wajah se aur uske Deen ki wajah se , to tum Deendar (religious) aurat se nikaah karke kaamyabi haasil karo aur aisa na karoge to tumhare  hathon ko mitti lagegi (yani baad mein tumhe nadamat hogi)
Sahih Bukhari, Vol 6, 5090

------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet SallallahuAlaihi wasallam said, "A woman is married for four things, i.e., her wealth, her family status, her beauty and her religion. So you should marry the religious woman (otherwise) you will be a losers.
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 27: 

Thursday, August 21, 2014

Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhe

Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: Jo Nikaah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhe

Abdullah ibn Masood Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Eh Naujawano ki jamaat tum mein jisey bhi Nikah karney ki maali taqat ho usey Nikaah kar Lena chahiye kyunki ye nazar ko neechi rakhney wala aur Sharamgaah ki hifazat karney wala amal hai aur jo nikah ki taqat na rakhta ho usey chahiye ki roza rakhey kyunki Roza uski khwahishaat-e-nafsani ko tod dega.
Sahih Bukhari, Vol 6 ,  5066

--------------------------------------------------------------
Narrated 'Abdullah Radi Allahu Anhu : We were with the Prophet while we were young and had no wealth whatever. So ALLAH's Apostle Sallallahu Alaihi wasallam said, "O young people! Whoever among you can marry, should marry, because it helps him lower his gaze and guard his modesty (i.e. his private parts from committing illegal sexual intercourse etc.), and whoever is not able to marry, should fast, as fasting diminishes his sexual power."
Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 4

Total Pageviews