Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : 10 Ghulam Aazad, 100 Buraii mita di jayegi, 100 Nekiyn likh di jayegi aur….
Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis ne ye kalma
لا اِلهَ اِلَّا اللّهُ وَحْدَهُ لا شَرِيكَ لَهُ ، لَهُ الْمُلْكُ وَ لَهُ الْحَمْدُ وَ هُوَ عَلَى كُلِّ شَيْءٍ قَدِيرٌ
La ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa
lahu-l-hamd wa huwa ala kulli shaiin qadir
Din mein 100 martaba Parh liya use 10 ghulamo ko Aazad karne ka sawab milega, aur uske liye 100 Nekiyan likhi jayegi aur uski 100 buraeeyan mita di jayegi aur us din wo sham tak ke liye shaitan ke shar(buraii) se mehfooz rahega aur koi shaksh us din us se behtar kaam karne wala nahi samjha jayega siwa uske jo us se ziyada karey.
Sahih Bukhari, Vol7, 6403

English Translation:
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu
: ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said," Whoever says: "La
ilaha illal-lah wahdahu la sharika lahu, lahu-l-mulk wa lahu-l-hamd wa huwa
'ala kulli shai'in qadir," one hundred times will get the same reward as
given for manumitting (freeing) ten slaves; and one hundred good deeds will be
written in his accounts, and one hundred sins will be deducted from his
accounts, and it (his saying) will be a shield for him from Satan on that day
till night, and nobody will be able to do a better deed except the one who does
more than he
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 412:
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 412: