Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Chaar batein jo Maa ke
pet mein hi likh di jati hai
Abdullah bin Masood Radhi Allahu
Anhu se rivayat hai kiRasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jo Sachcho se bhi sachche hain ne farmaya tum
mein se har shaksh Apni Maa ke pet mein 40 din tak nutfe mein rahta hai, phir
utnr hi muddat (yani 40 din )tak Alqa yani khoon ki phuki banta hai aur phir utne hi arse (yani 40 din) tak Mudghah yani goshta ka lothda banta hai phir ALLAH
Subhanahu ek farishta bhejta hai aur uske
baare mein ( maa ke pet mein hi) chaar baton ke likhne ka hukm diya jata hai..uski
Rozi ka , Uski Maut ka , uske neik ya bura hone ka ( aur ye ki wo ladka hai ya ladki ..ye baat
hadith no. 6595 mein hai).
Sahih Bukhari, Vol 8, 6594
Sahih Bukhari, Vol 8, 6594
--------------------------------------------------------------
Narrated 'Abdullah Radhi Allahu Anhu : ALLAH's
Apostle, the truthful and truly-inspired, said, "Each one of you collected
in the womb of his mother for forty days, and then turns into a clot for an
equal period (of forty days) and turns into a piece of flesh for a similar
period (of forty days) and then ALLAH sends an angel and orders him to write
four things,., his provision, his age, and whether he will be of the wretched
or the blessed ( and will it be a male or a female…this fourth one is mentioned in very next Hadith . 594 )
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 77, Number 593
Sahih Bukhari, Volume 8, Book 77, Number 593