Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Tumhare baare
mein mujhe ye Khauff hai ki tum Duniya ke liye ek dusre se Aage badne ki
koshish karne lagoge
Uqba bin Amir Radhi Allahu Anhu
se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam mimbar
par tasreef laye aur farmaya Aakhirat mein Main tumse aage jauunga aur main tum
par gawaah rahunga wallah main apne Hauz ( Al Kauther) ko is waqt bhi dekh raha hu aur mujhe zameen
ke khazano ki kunjiya de di gayee hain
ya farmaya zameen ki kunjiya de di gayee hain aur ALLAH ki Qasam main
tumhare baare mein is baat se nahi darta ki Tum Shirk karoge bulki mujhe tumhare
baare mein ye Khauff hai ki tum Duniya ke liye ek dusre se Aage badne ki
koshish karne lagoge.
Sahih Bukhari, Vol 7, 6426
Sahih Bukhari, Vol 8, 6590
Sahih Bukhari, Vol 7, 6426
Sahih Bukhari, Vol 8, 6590
---------------------------------------------------------
Narrated 'Uqba bin 'Amir Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ascended the pulpit and said, "I am your predecessor and I am a witness against you. By ALLAH, I am now looking at my Tank-lake (Al-Kauthar) and I have been given the keys of the treasures of the earth (or the keys of the earth). By ALLAH! I am not afraid that after me you will worship others besides ALLAH, but I am afraid that you will start competing for (the pleasures of) this world."

Zikr:
اللَّهُ رَبِّي لَا أُشْرِكُ بِهِ شَيْئَاً
اللَّهُ رَبِّي لَا أُشْرِكُ بِهِ شَيْئَاً
ALLAH is my
Lord, I do not ascribe anything unto Him.
ALLAH subhanahu mera Rab hai aur main uske Saath kisi ko Sharik nahi karta
ALLAH subhanahu mera Rab hai aur main uske Saath kisi ko Sharik nahi karta