Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Jo ALLAH aur Aakhirat par
imaan rakhta hai use chahiye ki…
Abu Hurirah Radiallahu anhu
se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo
koi ALLAH aur aakhirat ke din par Iman rakhta hai use chahiye ki achchi baat
kahe warna khamosh rahe aur jo koi ALLAH aur aakhirat ke din par Imaan rakhta
hai wo apne Padosi(neighbor) ko takleef na pahunchaye aur jo koi ALLAH aur
aakhirat ke din par yakeen rakhta ho wo apne mehmaan ki ezzat kare
Sahih bukhari, Vol 7, 6474
----------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "Whoever believes in ALLAH and the Last Day should talk
what is good or keep quiet, and whoever believes in ALLAH and the Last Day
should not hurt (or insult) his neighbour; and whoever believes in ALLAH and
the Last Day, should entertain his guest generously."
Sahi Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 482
Sahi Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 482