Bismillahirrahmanirrahim
Hadith : Banda Ek aisa kalma zuban
se nikalta hai jo ALLAH ki Narazgi ka Sabab hota hai
Abu Hurirah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allahu Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya ek banda ALLAH ki razamandi ke liye ek baat zuban se nikalta hai use wo koi ahmiyat bhi nahi deta magar uski wajah se ALLAH uske darje buland kar deta hai aur dusra Banda Ek aisa kalma zuban se nikalta hai jo ALLAH ki Narazgi ka Sabab hota hai use wo koi ahmiyat nahi deta lekin uski wajah se wo Jahannam mein chala jata hai
Sahih Bukhari, Vol 7, 6478

-------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam ; said, "A slave (of ALLAH)
may utter a word which pleases ALLAH without giving it much importance, and
because of that ALLAH will raise him to degrees (of reward): a slave (of ALLAH)
may utter a word (carelessly) which displeases ALLAH without thinking of its
gravity and because of that he will be thrown into the Hell-Fire."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 485: