Search This Blog

Category

Autoblog

Tuesday, February 3, 2015

Mafhum-e-Hadith: jiski Aameen farishtion ki Aameen ke saath hoti hai uske piche Gunaah maaf kar diye jaate hain

Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum-e-Hadith: jiski Aameen farishtion ki Aameen ke saath hoti hai uske piche Gunaah maaf kar diye jaate hain

Abu Hurairah Radhi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jab Qari ( yani Imam ) Aameen kahe to tum bhi Aamin kaho  kyunki us waqt farishte bhi Aameeen kahte hain aur jiski Aameen farishtion ki Aameen ke saath hoti hai uske piche Gunaah maaf kar diye jaate hain
Sahih Bukhari, Vol7, 6402


Abu Hurirah Radiallahu anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya  jab Imam Ghair-il-maghdubi 'alaihim wala-ddal-lin; kahe to tum Aamin kaho kyunki jiski Aamin  farishto ki aameen ke saath mil gayee uske tamam gunaah maaf kar diye jayengey.
Sahih Bukhari, Vol1, 782
----------------------------------------------------------------------
Narrated Abu Huraira Radhi Allahu Anhu : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "When the Imam says 'Amin', then you should all say 'Amin', for the angels say 'Amin' at that time, and he whose 'Amin' coincides with the 'Amin' of the angels, all his past sins will be forgiven."
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 411

Narrated Abu Huraira Radiallahu anhu : ALLAH's Apostle Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "Say Amen' when the Imam says "Ghair-il-maghdubi 'alaihim wala-ddal-lin; all the past sins of the person whose saying (of Amin) coincides with that of the angels, will be forgiven.
Sahih Bukhari,Vol1, Book 12, No.749

Total Pageviews